hi m tannu....mujhe hasna hasaana bahut pasand hai ..baaki.....mere baare me kya janna chahte hai aap.....farmaiye...hum sab bataayenge.........
Saturday, October 31, 2009
Sunday, October 25, 2009
Friday, October 23, 2009
pehli mulakaat........ aapke reply ka intzaar rahega......
aaj unse pehli mulakaat thi...
na jaane dono k dilo me q ghabrahat thi......
milne ki chah hume bhi thi unhe bhi thi...
pr na jaane q dilo me dar ka ahsaas tha...
waqt kareeb aata gaya milne ka...
dhakane tezi se badhne lagi....
kher fir bi mile hum dono ...
pr us waqt sab saath the.....
humne nazar utha k unhe dekhna chaha...
to unki jhuki nazro ne na jaane kya keh diya...
hum unhe dekh hi rahe the ki....
acchanak palko ka utna or....
sharma k jhuk jaana.....
hayeeee unki is kaatil ada ne hume maar daala....
dosto ek chota sa nazraana hai pasand aaye to bataaiyega.............
kisi k ahsaaso ko labjo me sajaya hai.....
sab paas the to unse kuch baat na hui....
pr unse nazre milna hi humare liye khaas hui....
waqt kareeb tha unse judaai ka....
unki nazro ne dekha to laga ki aakho me nami thi.....
aaj kisi ki zindagi me shayad humari bhi kami thi....
jaate waqt unke haato ka sparsh hi kaafi tha......
unki vo jhuki nazro ka sharma hi kaafi tha....
vo haya vo adaa ......vo ghabrahat....
humare liye to sharab ki jaroorat nahi...
yaroo unki ...is haya ada ka nasha hi kaafi tha..........
nasha hi kaafi tha.................

Thursday, October 22, 2009
Wednesday, October 21, 2009
1)mahobbat me gustaakhiiiii
hum apni tanhaai me khush the
najaane kaha se koi farishta aagaya
hum apne virane me khus the
najaane koi chahat q jaga gaya
hum apne andhero me gum the
q koi aake roshni ki raah dikha gaya
hota kya hai pyaar ye bhool chuke the
q koi dil me pyaar ki shama jalaa gaya
chahat thi jis chahat ko paane ki v to hum kab ki dafna chuke the
haayeeee ye nasamajh anjaane me hume fir kya samjha gaya
ab to humara din unki yaad me
or raate khayalo me beetti hai
unki is ada pe hume bhi pyaar aa gaya
is tanha insaan pe tanhaai ko bhi rehm aa gaya
ab is pyaar k kafile me 1 naam(tannu) bhi aa gaya
pyaar bkwaas hai kehte the hum pr ab to is pe bhi aitbaar agaya

2)kisi shayar ki.....
kisi or k labj hai jo mujhe bahut kareeb lage....
khaali ho paimaana to fir chalkaanaa kyaa
jo ban jaaye tu khud saaqi to maikhaana kyaa
khaali ho paimaana to fir chalkaanaa kyaa
jo ban jaaye tu khud saaqi to maikhaana kyaa
Subscribe to:
Posts (Atom)